People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 2 *

Thoda Sa Dil
Singer: Vickey Prasad
Lyricist: Sujeet Gupta
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/thoda-sa-dil/M18PU0R,eR4
Thoda sa dil yeh saham jaata hai
Phir muskura kar tham jaata hai

Thoda sa dil yeh saham jaata hai
Phir muskura kar tham jaata hai

Hai bharosa bahoot ise tere faislo pe
Hai bharosa bahoot ise tere faislo pe
Ye tere hi sahaare to chal paata hai

Thoda sa dil yeh saham jaata hai
Phir muskura kar tham jaata hai

Ek nayi suruwat ho tere saath
Makhmali ho aahsaas ho din raat

Ek nayi suruwat ho tere saath
Makhmali ho aahsaas ho din raat

Main rahoon tere liye ajnabi
Main rahoon tere liye ajnabi

Ho dilchasp itni mulakaat
Thoda sa dil yeh saham jaata hai
Phir muskura kar tham jaata hai

Hai bharosa bahoot ise tere faislo pe
Hai bharosa bahoot ise tere faislo pe
Ye tere hi sahaare to chal paata hai.
Matwari Jawani
Singer: Pamela Jain
Lyricist: Sujeet Gupta
Tag: hindi
Audio: https://www.jiosaavn.com/song/matwari-jawani/NA8KRAEdU3I
Matwari ye jawani chingari
Matwari ye jawani chingari
Mithi mithi aangdai se sulag gayi

Yun to meri har aadayein kaatilaana hai par
Yun to meri har aadayein kaatilaana hai par

Jab se rainy season ki ghata chayi
Jab se rainy season ki ghata chayi
Chingari shola banke bhadak gayi

Matwari ye jawani chingari
Mithi mithi aangdai se sulag gayi

Rangeen mizaaz banane ka mauka mila hai
Pinzre mein kaid parinde ko aasmaan mila hai

Rangeen mizaaz banane ka mauka mila hai
Pinzre mein kaid parinde ko aasmaan mila hai

Mere yauwan ki bijli se ye sahar jalta
Mere yauwan ki bijli se ye sahar jalta

Aaj taaka tujhse bhidaane ka tender mila hai
Aab tujh sang udne ki hai baari
Aab tujh sang udne ki hai baari

Hai boring baatein karke pakk gayi
Matwari ye jawani chingari
Mithi mithi aangdai se sulag gayi

Adhure se saunk se jaane ka raasta mila hai
Raah mein khoye musafir ko aab pata mila hai

Adhure se saunk se jaane ka raasta mila hai
Raah mein khoye musafir ko aab pata mila hai

Ho mere nakhre ke meter se fashion badalta hai
Ho mere nakhre ke meter se fashion badalta hai

Aaj mauka tujhko bhunane ka proper mila hai
Aab mingle hone ki hai baari
Aab mingle hone ki hai baari

Main single status se hoon thak gayi
Matwari ye jawani chingari
Mithi mithi aangdai se sulag gayi.